bistar se uth kar masjid tak
ja na sakay Iqbal
khwahish rakhtay ho qabar se uth kar"
jannat" mein jane ki
baat sajdon ki nahi khuloos niyat ki hoti hai
Iqbal ,
aksar log khaali haath lout atay hain har namaz ke
baad ,
yeh kafan, yeh qabar, yeh janazay rasam Shariat
hai Iqbal ,
mar to insaan tab hai jata hai jab yaad karne wala
koi nah ho ,
girtay hain sajdon mein hum apni hi hasratoon ki
khatir Iqbal ,
agar girtay sirf ishhq kkhuda mein to koi hasrat
adhuri na rehti ,
zamany ki jahalat ka aalam to dekho Iqbal ,
qeemti chaadrein be jaan qabron par zenda aztin be
hijaab pherti hain .
yahi dars deta hai hamein har shaam ka Sooraj
maghrib ki taraf jaoge to doob jaoge
kyun mannatain mangta hai ouron ke darbaar se Iqbal
woh kon sa kaam hai jo hota nahi tairay parvar-digaar
se
baat" Sajdon " ki nahi khuloosy dil ki
hoti hai Iqbaal
har maikhanay mein sharaabii aur har masjid mein
namazi nahi hota
–apne –apne kirdaar pay daal ke parda Iqbal
har shakhs keh raha hai zamana kharab hai
tum sharam haya ki baat karte ho
hum ne nangay jismon ko malbos haya dekha hai
mein liptay kayi iblees hum ne ahraam dekhe hain
hum ne kayi baar maikhanay mein kkhuda dekha hai
sonay do agar woh so raha hai ghulami ki neend
mein ,
ho sakta hai woh khawab azadi ke dekh raha hon ,
insaan ki rooh ki asal kefiyat gham hai khushi ik
earzi shye hai
khudi ko kar buland itnaa ke har taqdeer se pehlay
kkhuda bande sy khud pouchye bata teri Raza kya
hain ,
Allama Iqbal Poetry✿Allama Iqbal✿Allama Iqbal Shayari✿Allama Iqbal 2 lines shayari✿Poetry
Allama Iqbal Poetry✿Allama Iqbal✿Allama Iqbal Shayari✿Allama Iqbal 2 lines shayari✿Poetry
Hey Guy's
Mai Aapke Liye Bahut Hi Zyada Achi Videos Bana Kar Lata Hu Pasand Aaye To Like comment Share And Subscribe Zaroor Karen Please Shukeriya ❤❤❤
0 Comments: